Jashn E Bahara Sargam Notes In Hindi Singer Year Sargam Notes
Song : Jashn-E-Bahaaraa
Composer: A.R. Rahman
Singer: Javed Ali
Lyrics: Javed Akhtar
Movie : Jodha Akbar
Release Date : 7/12/2020
Jashn E Bahara Sargam Notes in Hindi
Table –
How to Play sample Sargam Notes in Hindi on Harmonium Keyboard Piano Flute .
Music Details
Original Scale – A#
Rhythm – Keherwa Taal , 8 Beats
Vikrit swar – Ga(k) , Ni(k)
Sample Sargam Notes
Jashn E Bahara Sargam Notes
Sthai –
Kehne ko / Jashn-e- / bahara / hai
सा ग रे ग / रे सा सा / सा सा , सा / रे –
Ishq / yeh / dekhke / hairaan / hai
सा – रे / ग / रेसा सासा / सा सा – / .ध –
Kehne ko Jashn-e-bahara hai
Ishq yeh dekhke hairaan hai
Phool se / khusboo / khafa / khafa / hai / gulshan / mein
.धसा सारे / रेरे रेसा / .ध सा / रे रे / रे ग / रे सा .ध .प / .प – –
Chupa / hai koi / ranj / fiza / ki / chilman / mein
.ध सा / रे रे , रे सा / .ध सा / रे रे / रे ग / रे सा .ध .प / .प –
Sare / sehmein / nazare / hain
.नि .नि / .ध .प .प / .प .प , .प / .ध –
Soye / soye / vaqt ke / dhare / hain
.ध रे / सा .नि / .ध.प .प.प / .प – .ध .प / .म .ग
Aur / dil / mein / koi / khoye si / baatein / hain
.ग .म / .प .प / .ध .ध / .ध सा .नि रे / सा.ध .ध.प / .प –
Ooooo / hooooo…
.नि – – / सा रे – – सा
Kehne ko Jashn-e-bahara hai
Ishq yeh dekhke hairaan hai
Phool se khusboo khafa khafa hai gulshan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein
Stanza – 1
Kaise / kahen / kya / hai / sitam
प – म / ग सा – / .नि(k)सा / .ध / .नि(k) सा
Sochte hai ab yeh hum……same as above line
Koi / kaise kahen / woh / hai ya / nahi / humare
.ध .नि(k) / सा , म म म / म / म म / मम / म ग ग(k) ग – रेसा
Karte to hai saath safar…….same as above line
Faasle hain phir bhi magar
Jaise milte nahi kisi dariya ke do kinare
Pass / hain / phir bhi / paas / nahi
गम / मध / ध ध / ध निध / सां सां
Humko /. yeh gum / raas / nahi
गम मप / गम रेसा / .निसा .ध / .नि(k) सा
Seeshe ki / ek / diware hai / jaise / darmiya
.ध .ध.ध / .नि(k) / .नि(k) – रे रेरे / रे रे ग – / रेसा सासा
Sare sehmein nazare hain
Soye soye vaqt ke dhare hain
Aur dil mein koi khoye si baatein hain
Oooo hoooo..
Kehne ko Jashn-e-bahara hai
Ishq yeh dekhke hairaan hai
Phool se khusboo khafa khafa hai gulshan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein
Stanza -2 ……..same as Stanza – 1
Hum ne jo tha nagma suna
Dil ne tha usko chuna
Yeh dastaan humein vaqt ne kaise sunai
Hum jo agar hai gumgee
Woh bhi udhar khush to nahi
Mulakato mein hai jaise ghul si gai tanhai
Milke bhi hum milte nahi
Khilke bhi gul khilte nahi
Aankhon mein hai baharein dil mein khiza
Sare sehmein nazare hain
Soye soye vaqt ke dhare hain
Aur dil mein koi khoye si baatein hain
oooo hoo
Kehne ko Jashan-e-bahara hai
Ishq yeh dekhke hairaan hai
Phool se khusboo khafa khafa hai gulshan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein