Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Sargam Notes
Song – Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi
Singer: Kumar Vishu
Music Director: Mahesh Prabhakar
Lyricist: Raju Rajasthani, Traditional
Release date : 19/3/26
Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Sargam Notes in Hindi
How to Play sample Sargam Notes in Hindi on Harmonium Keyboard Piano Flute .
Music Details
Original Scale – B
Rhythm – Keherwa Taal
Sthai –
Kabhi / Pyase Ko / Paani / Pilaya / Nahin
प पम / मप मप – ध प / प – प – / पध पम / प ध –
Baad / Amrit / Pila / ne Se / Kya Faayda
प प / ध सां – रें – / सां सां ध / धप प / ध सां ध – / प – पप –
Kabhi Girte Hue Ko Uthaya Nahi
Baad Aansoo Bahane Se Kya Faayada,
Kabhi Pyase Ko Paani Pilaya Nahi
Baad Amrit Pilane Se Kya Faayda
Filler – Ho – Ho – ….
सां रें गं – रें गं – रें गं –
पं गं रें गं सां रें – गं रें – गं रें –
प ध सां – रें सां रें सां –
गं रें सां ध प ध म प – ध प ध प –
Stanza – 1
Main To / Mandir / Gaya / Pooja / Aarti / Kee
गं गं / गं – गं – / गं गं / गं गं / गं रें गं – सां / रें –
Puja / Karte / Hue / Ye / Khayaal / Aa Gaya
रें सां / रें गं रें – / सां रें सां / ध प – / पध सांध – / प – प प –
Kabhi Maa Baap Ki Sewa Ki Hi Nahi…….Same as Kabhi Pyase ko pani
Sirf Pooja Ke Karne Se Kya Faayda
Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Baad Amrit Pilane Se Kya Faayda,
Stanza – 2
Main To Satsang Gaya Gurvaani Suni, Gurvaani Ko Sunkar Khayal Aa Gaya,
Janm Manav Ka Leke Daya Na Kari Phir Manav Kehlane Se Kya Faayda,
Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Baad Amrit Pilane Se Kya Faayda
Stanza – 3
Maine Daan Kiya Maine Jap Tap Kiya, Daan Karte Hue Ye Khayal Aa Gaya,
Kabhi Bhookhe Ko Bhojan Khilaya Nahi, Daan Laakhon Ka Karne Se Kya Faayda,
Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Baad Amrit Pilane Se Kya Faayda
Stanza – 4
Ganga Nahane Haridwar Kaashi Gaya, Ganga Nahate Hi Man Mein Khayal Aa Gaya,
Tan Ko Dhoya Magar Man Ko Dhoya Nahi Phir Ganga Nahane Se Kya Faayda,
Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Baad Amrit Pilane Se Kya Faayda
Stanza – 5
Maine Ved Padhe, Maine Shaashtra Padhe, Shaastra Padhte Hue Ye Khayala Aa Gaya,
Maine Gyan Kisi Ko Baanta Nahin, Phir Gyani Kehlane Se Kya Faayda, Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Baad Amrit Pilane Se Kya Faayda
Stanza – 6
Maa Pita Ke Hi Charnon Mein Chaaron Dhaam Hain, Aaja Aaja Yahi Mukti Ka Dhaam Hai, Pita Mata Ki Sewa Ki Hi Nahi, Phir Teerthon Mein Jaane Se Kya Faayda,
Kabhi Pyase Ko Paani Pilaya Nahin, Baad Amrit Pilane Se Kya Faayda,
Kabhi Girte Hue Ko Uthaya Nahi, Baad Aansoo Bahane Se Faayda
Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi Sargam Notes




