Mera Jeevan Teri Sharan Sargam Notes in Hindi
Mera Jeevan Teri Sharan
Instructions –
- “.” is used for mandra saptak swars eg-(.प , .ध )
- “_” under score is used for komal swars.eg – ( रे , ग ध , नि )
- म(t) here “(t)” is used for showing teevra swar म(t) .
- “-” is used for stretching the swars according to the song.
- Swars written “रेग” in this manner means they are playing fast or two swars on one beat.
- (रे)सा here “रे” is kan swar or sparsh swar and “सा” is mool swar.
How to play bhajan Merajeevan teri sharan on harmonium , Keyboard , flute & Violin
Original scale – F
Sthai –
Mera / Jeevan / Teri Sharan
ग ग / म – – ग रे सा / .नि सा .ध .नि सा
Antara –
Sare / Raag / Virag / Huye Ab
.नि .प .नि सा / रे – रे – / रे ग रे – ग / म ग रेसा सा
Moh Sare Tyaag Huye Ab ….same as above line
Ek Yahi / Mera / Bandhan
ग रे प प प – / प ध (प)म – गरे / ग म ग रे सा
Mera Jeevan Teri Sharan
Antara –
Avirat Raha Bhatakta Ab Tak
Bhatku Main Aur Abhi Kab Tak
Palu Kewal Tujko Hi Maa
Ek Yeha Hai Meri Lagan
Mera Jivan Teri Sharan
Antara –
Tere Charano Par Hun Arpan
Mere Jeevan Ke Guna Awagun
Sari Vyathaye Dur Karo Maa
Ho Kushimit Mera Bandhan
Mera Jivan Teri Sharan
Sare Raag Virag Huye Ab
Moh Sare Tyaag Huye Ab
Ek Yahi Mera Bandhan
Mera Jeevan Teri Sharan
Jai Jai Maa Jai Maa Jai Jai Maa