Yahan Main Ajnabi Hoon Sargam Notes In Hindi
Song: Yahan Main Ajnabee Hoon
Movie: Jab Jab Phool Khile (1965)
Starcast: Shashi Kapoor & Nanda
Singers: Mohammed Rafi
Music Director: Kalyanji Anandji
Lyricist: Anand Baksh
Year – 5/11/1965
How To Read Sargam Notes –
- “.” is used for mandra saptak swars eg-(.प , .ध )
- “*” is used for Taar saptak swar
- “(k)” is used for komal swars.eg – ( रे(k) , ग(k) , ध(k) , नि(k) )
- म(t) here “(t)” is used for showing teevra swar म(t) .
- “-” is used for stretching the swars according to the song.
- Swars written “रेग” in this manner means they are playing fast or two swars on one beat.
- (रे)सा here “रे” is kan swar or sparsh swar and “सा” is mool swar.
- [ नि – प ] here this braket [ ] is used for showing Meend from “नि” swar to “प” .
- { निसां रेंसां नि } here this braket {} is used for showing Khatka in which swars are playing fast .
- Click Here For Sargam Sheet From Diff Scales
Music Details –
Original scale – A#
Vikrit swar – ग(k) , ध(k) , नि(k)
Yahan Main Ajnabi Hoon Harmonium Notes
Sthai –
Kabhi / pahele / dekha / nahi / ye / samaa
ग(k) – प म ग(k) / ग(k) ग(k) – / रे रे – / रे ग(k) रे सा – / सा – ग(k) रे / रे रे –
Ye / main / bhul / se
रे / रे – म – / रे सा .नि(k) .ध(k) – / .ध(k) .नि(k) / .ध(k) –
aa / gaya – – / hun / kaha
.ध(k) .प .म – / .म .नि(k) – .ध(k) सा – .ध(k) .नि(k) – / .ध(k) .प / .प .प –
Yaha main / ajanabi / hun
म ध(k) प – / ध(k) नि(k) ध(k) प / प – ध(k) प –
Yaha main / ajanabi / hun
.म .ध(k) .प – / .ध(k) .नि(k) .ध(k) .प / .प –
Main / jo hun / bas / wahi / hun
रे / रे सा सा / सा सा / .नि(k) रे / सा सा – .नि(k).ध(k) .नि(k).ध .प
Main jo hun / bas / wahi / hun
.प .म .नि(k) – / .नि(k) – / .ध(k) सा(.नि(k)) – .नि(k) / .ध(k).नि(k) .ध(k).प –
Yaha main ajanabi hun
Yaha main ajanabi hun
Stanza – 1
Kaha / shaam-o- / sahar / yae
रे सा(.नि(k)) – / .प .ध(k) .नि – / .नि सा(.नि) / सा –
Kaha din-raat mere ….same as above line
Bahut / rusavaa / hue hain
रे सा .नि(k) / .ध(k) .प .प.नि(k) .ध.नि(k) .ध – / .प .नि(k) .ध(k) .ध(k) –
Yaha / jaz / baat / mere
सा सा – / सा सा / [ सा – .प ] / .प – .प –
Nai tahazi hai b ye …..same as yahan shamao
Nayaa hai ye zamana
Magar main aadami hun
Wahi sadiyon purana
Main / kyaa / jaanun / ye / Baaten
प / म ग(k) / ग(k) रे म ग(k) / रे / ग(k) – ग(k) –
zara / insaaf / karna
रे रे – / रे सा रे – सा / रे रे(सा) –
Meri / gustaa / kiyon ko
रे रे मरे / रे सा .नि(k).ध(k) – / .प .नि(k) .ध(k) .ध(k) –
Kudaaraa / maaf / karna
.प .म .नि(k) – / .नि(k).ध(k) सा.नि(k) / .ध(k) .प .प – .ध(k).म –
Yaha main ajanabi hun
Yaha main ajanabi hun
Teri baanhon mein dekhun
Sanam gairon ki baanhen
Main laaungaa kaha se
Bhalaa aisi nigaahen
Ye koi raqs hoga
Koi dastur hoga
Mujhe dastur aisaa
Kaha manzur hoga
Bhalaa kaise ye mera
Lahu ho jaae paani
Main kaise bhul jaaun
Main hun hindustaani
Yaha main ajanabi hun
Yaha main ajanabi hun
Mujhe bhi hai shikaayat
Tujhe bhi to gilaa hai
Yahi shiqave hamaari
Mohabbat kaa silaa hain
Kabhi magarib se mashariq
Milaa hai jo milegaa
Jahaan kaa phul hai jo
Wahin pe wo khilega
Tere unche mahal mein
Nahin mera guzaaraa
Mujhe yaad aa rahaa hai
Wo chhotaa saa shikara
Yaha main ajanabi hun
Yaha main ajanabi hun
Main jo hun bas wahi hun
Main jo hun bas wahi hun
Yaha main ajanabi hun
Yaha main ajanabi hun.
Click here for Yahan Main Ajnabi Hoon sargam notes in English
Yahan Main Ajnabi Hoon sargam notes in Hindi is available on Sangeet Book.